Saturday, August 14, 2010

SMS Greetings - SMS Messages - SMS Wishes & SMS Jokes

SMS Greetings - SMS Messages - SMS Wishes & SMS Jokes


JASHAN-E-AZADI SMS MESSAGES / INDEPENDENCE DAY SMS

Posted: 14 Aug 2010 05:47 AM PDT

Halki si dhoop barsat ke baad,

thori si khushi har baat k baad,

Isi tarah mubarak ho aap ko,

Jashan-e-azadi kuch din ke baad..

Wish u a very Happy Independence Day

*********************

Watan hamara misaal mohabbat ki

todta hai deewar nafrat ki,

Meri khushnaseebi ko mili

zindagi is chaman mein,

bhula na sake koi

iski khushboo saaton janam mein.

Happy Independence Day

************************

kyun marte ho bewafa sanam ke liye

do gaz zameen bhi na milegi dafan ke liye

marna hai to maro watan ke liye

karodon ladkiyan apna dupatta bichha

dengi tumhare kafan ke liye

INDEPENDENCE DAY SMS TEXT MESSAGES

Posted: 13 Aug 2010 12:23 PM PDT

May the sun in his course visit no land more free,

more happy, more lovely, than this our own country..

Happy Independence Day

*******************

Watan hamara misaal mohabat ki,

Todta hai deewaar nafrat ki,

Meri Khush naseebi,

mili zindagi is chaman mein Bhula na

sake koi iski khushbo saton janam mein.

HAPPY INDEPENDENCE DAY

********************

Na sar jhuka hai kabhi

aur na jhukayenge kabhi,

jo apne dum pe jiyen

sach me zindagi hai wahi.

Live like a true INDIAN.

HAPPY INDEPENDENCE DAY

HAPPY INDEPENDENCE DAY SMS MESSAGES

Posted: 13 Aug 2010 12:15 PM PDT

Geet gaate hai hum,

Gungunate hai hum!

Gayab na ho ja mere desh ka naujawano,

Hume hi toh Vande Matram, ke swar se,

Jhanda lehrana hai!

******************

31 States,

1618 Languages,

6400 Castes,

6 Religion,

6 Ethnic Groups,

29 Major festivals

& 1 Country!

Be Proud to be an Indian!

Happy Independence Day

*****************

Jhanda lehrana hai,

Vande Mataram ke geet gaana hai!

Sunakar desh ko lalkarna hai,

Aao milkar ab swaapn dekha

jo saakar karna hai!

*******************

neend apni bhula ker,

sulaye humko,

aasun apne gira ker,

hansaye sabko,

dard kabhi na dena,

us devi ke avtaar ko,

zamana kahta bahen jisko …

0 comments:

Post a Comment